- Get link
- X
- Other Apps
- Get link
- X
- Other Apps
Kachiya Kachiya Jubin Nautiyal
🎤Singer(s) Jubin Nautiyal
đť…ˇMusic Composer(s)Meet Bros
đź–ŠLyric Writter(s)Kumaar
đź—“Added OnMay 10, 2022
Kachiya Kachiya mp3 song download
Kachiya Kachiya Mp3 Song Download from Instagram Reels (2022) Album, Kachiya Kachiya Song Sung by Jubin Nautiyal, While Meet Bros gave its music and penned by Kumaar, Download in 320Kbps, 192Kbps and 128Kbps Original Soundtrack Always From
Kachiya Kachiya Lyrics
Roz raat takiye pe Aansuon ki baarish hai Dhadkanein nahi dil mein Gham ki rihayish hai Roz raat takiye pe Aansuon ki baarish hai Dhadkanein nahi dil mein Gham ki rihayish hai Ishq ho barabar ka Bas yehi thi chahat Ek taraf bechaini kyun Ek taraf hai raahatein Tu soye main taare gina Kachiyaan kachiyaan Kachiyaan kachiyaan hai Nindra tere bina Kachiyaan kachiyaan hai Nindra tere bina Tum ho soye Yahan pe main taare gina Kachiyaan kachiyaan hai Nindra tere bina Kachiyaan kachiyaan hai Nindra tere bina Tum ho soye Yahan pe main taare gina Kachiyaan kachiyaan Mere labon pe to Bas hain shikayatein Milti nahi hain Kyun dard mein riyayatein Hmm mere labon pe to Bas hain shikayatein Milti nahi hain Kyun dard mein riyayatein Yeh toota dil toote Khwabon ke silsile Aur kuchh nahi hain Yeh teri inayatein Patjhad yahan wahan pe Gulaabon ke mausam hain Dhadkanein wahan zyada Saansein yahan kam hain Tu soye main taare gina Kachiyaan kachiyaan Kachiyaan kachiyaan hai Nindra tere bina Kachiyaan kachiyaan hai Nindra tere bina Tum ho soye Yahan pe main taare gina Kachiyaan kachiyaan Kachiyaan kachiyaan hai Nindra tere bina Tum ho soye Yahan pe main taare gina Main tere nazdeek Tu mujhse door hai Sochta hai dil Koyi baat to zaroor hai Main tere nazdeek Tu mujhse door hai Sochta hai dil Koyi baat to zaroor hai Marzi hai teri In faaslon mein aakhir Itna bata kya Yeh ishqe dastoor hai Main udaas baitha hoon Tu khushi baahon mein Manzilon pe tu hai Main reh gaya hoon raahon mein Tu soye main taare gina Kachiyaan kachiyaan Kachiyaan kachiyaan hai Nindra tere bina Kachiyaan kachiyaan hai Nindra tere bina Tum ho soye Yahan pe main taare gina Kachiyaan kachiyaan
- Get link
- X
- Other Apps

.jpeg)
Comments
Post a Comment